Image Credit: Margrit |
میرا آنگن مہکتا ہے تو انہی کو جلن ہوتی ہے
درختوں کو کاٹ کر جو دیواروں سے پھولوں کی آس رکھتے ہیں
درختوں کو کاٹ کر جو دیواروں سے پھولوں کی آس رکھتے ہیں
اب انکو راز کے فاش ہونے کا کیوں در ہے
حبیبوں کو بھولا کر جو رقیبوں کو اپنا خاص رکھتے ہیں
آج زمانہ فرشتوں کو بھی دھوکے میں رکھتا ہے
جو باتیں حجاب کی کرتے ہیں ووہی جسم بےلباس رکھتے ہیں
شب-ا-ہجر کچھ اس طرح قرار پاتے ہیں
خود کو دنیا سے دور انکی یادوں کو دل کے پاس رکھتے ہیں
جو باتیں حجاب کی کرتے ہیں ووہی جسم بےلباس رکھتے ہیں
شب-ا-ہجر کچھ اس طرح قرار پاتے ہیں
خود کو دنیا سے دور انکی یادوں کو دل کے پاس رکھتے ہیں
English Version:
Mera aangan mahekta hai to unhi ko jalan hoti hai,
Darakhton ko kaat kar jo deewaron se phoolon ki aas rakhte hain.
Ab unko raaz ke faash honey ka kyu darr hai,
Habibon ko bhula kar jo raqeebon ko apna khaas rakhte hain.
Aaj zamana farishton ko bhi dhokey me rakhta hai,
Jo baatein hijab ki karte hain wohi jism be-libaas rakhte hain.
Shab-e-hijr kuch is tarah qaraar paate hain.
Khud ko duniya se door, unki yadoon ko dil ke paas rakhte hain.
Translation:

Only those are jealous of my garden's fragrances,
Those who cut the trees and expect walls to produce flowers.
Now, why are they scared about revelation of their secrets,
They themselves forgot their friends and preferred the company of rivals.
Today, people are trying to fool the angels(those who keep track of good/bad deeds).
Those who talk about Hijab(head scarf), keep their body uncovered.
I try to find solace in the night of seperation, this way,
I keep myself away from this world and keep her memories close to my heart.